ek akeli pagdandi

ek akeli pagdandi, kya kuchh keh pati, kisko batlati dard kisee ke gujarney ka, kisee ke ka na thaharney ka santap sehlaeti sara ka sara agar pedon ne apni chhaya ko mujhse churaya na hota kisee ne kisee ko meri paridhi mein samaya na hota